SWARNALI SAHOO   (Swarnali Sahoo)
108 Followers · 14 Following

Rising like a phoenix every day
Joined 3 May 2020


Rising like a phoenix every day
Joined 3 May 2020
31 JUL AT 22:59

Mat jao na
Tumhe paake khone ka Darr jo hai
Ruk jao na
Abhi abhi payar ka ehsaas jo hua hai
Baith jao na
Abhi abhi toh shaam dhala hai
Pass aao na
Raat toh abhi bhi baaki hai
Nazrein churake dekho na
Aankhein naami hogayi hai
Mat chup raho na
Khanjar ki tarah chubti jo hai
Gaur se dekho na
In aankhon mei jo dard chupa hai
Thodi der aur rehe jao na
Waise bhi toh kal se tumhare bina hi din guzarna hai
Mehsoos karo na
Har ek lamha tumhare sath farishta jaisa hai
Ruk jao na
Zindagi mei tumhara kaami jo lagne laga hai
Mat jao na
Tumhare bina zindagi adhuri si lagne laga hai

-


5 JUL AT 0:03

Dil ki lagaan hai tujhse
Aise bhi kya hai Mohabbat
Jazzbaton ke bidh mei
Aisi bhi kya hai tera shabbat
Tanhaiyon ke beech mei
Rone se milti nahi fursat
Aj tere naam ke ishq ko
Barbadi mei kardi hain humne rukhsat

-


13 JUN AT 22:09

Jee lo janab jee lo
Kya pata kal ho na ho
Har lamha har pal jee lo
Ane wala waqt ka intezar na karo
Apno ke sath hifazat mei raho
Thodi nazdikiyan banake rakho
Meri yaakin mano
Toh kab kis din kis mod pe aake
Maut kadam rakhe, waqt ko pata hai woh
Ye zindagi hai janaab
Kurbaani maangna iska haisiyat hai
waqt ko rok paye aisa halat toh nahi hai
Mustaqbil ko badal dena aisa izajat toh nahi hai
Isliye jee lo janab jee lo
Kya pata kal ho na ho

-


24 MAY AT 10:51

Jazzbaton ko padhne ki koshis na karo janaab
Aankhein naam ho jayega
Kya pata kudrat na likha hai kya
Ye dil aur sambhala nahi jata
Kabhi ishq ki galion mein guzar ke dekho janaab
Takleef kya hota hain mehsoos karoge
Warna jalne ki adaat toh hume bhi nhi thi
Lekin aaj toh rooh bhi musht-e-khaak jaisi ban gayi hai

-


18 MAY AT 0:30

Arz kiya hai ki,
Do ghunt zakhme humne bhi piya hai
Payar ki karze nibhane mein
Arz kiya hai ki,
Do ghunt zakhme humne bhi piya hai
Payar ki karze nibhane mein
Puri na ho pai ye ishq ki jashne
Shyad imandar nahi tha meri mohabbat ki kasme
Aj do ghunt zakhme aur piya hai
Wafadaron ki ibadaton mein
Aur ekbar Phirse hum khud ko tabah kar chuke hai
Mohabbat ki galion mein ishq ki nazron mein.

-


27 OCT 2024 AT 23:11

বন্ধুত্বের নেই কোনো সময়, নেই কোনো সীমা,
বন্ধু রে তুই বড়ই ভোলাভালা।
তবে মানুষটা তুই ভীষণ ভালো,
তোর সাদা মনে নেই যে কোনো কালো।
দিন ফুরানোর গল্পে রাখিসনা আর মন ভার,
দৈনন্দিন জীবনের ছন্দে আনন্দে থাক দিনরাত
তোর মতন বন্ধু হয় লাখে একটা
তাই বন্ধুত্বটা বল কেমন করে রাখি আলগা?
হাসিতে খুশিতে থাকিস যেন বার বার
তাই সুন্দর ছন্দে মোড়ানো কবিতা দিলাম তোকে উপহার।

-


30 AUG 2024 AT 22:38

I am holding onto
So many emotions
Making me feel like
A rusty corrosion
I am standing on the
Verge of right or wrong
My heart is singing
The melancholy song
Don't know what to hold
And what to let go
Experiences are peeping
Just like the river flow
Down to the memory lane
Trusts are fading out
Memories are haunting
And Feelings that are constantly changing.

-


4 MAR 2024 AT 0:45

মন কেমনের রাতে
দ্বন্দ্ব যখন নিজেরই সাথে
কথারা হয়ে নিশ্চুপ
দিন পাল্টানোর ভিড়ে
জটিলতায় ভরা জীবন
সহজ করে নিতে চাই চিনে
সম্পর্ক গুলো তাই হচ্ছে অগোছালো
ধূসর রঙে তুলির টানে হচ্ছে কেমন ফিকে।।

-


9 DEC 2023 AT 19:27

If the tears could speak
It would rolled down my cheek
Eyes are feeling weak
Yet my heart cannot shriek
I'm tired of these silent squeak
I'm tired of this haunting wreak
Emotions are getting freak
And my soul wants to sneak
To someone who can make me feel mystique
With love, care, stability at it's peak.

-


7 OCT 2023 AT 11:09

Let my tongue circle you round
Pull my hair till you found
Ecstasy within your vulva which looks like colour brown.

-


Fetching SWARNALI SAHOO Quotes