Muhabbat yun hi nahi ki jati ,Wade bhi nibhane padte hai.... -
Muhabbat yun hi nahi ki jati ,Wade bhi nibhane padte hai....
-
Isi just-ju me to jiye ja rahe hai hum... ❤❤❤ -
Isi just-ju me to jiye ja rahe hai hum... ❤❤❤
Jab koi dil ki gahraiyon me utar jata hai,Fir wo rooh ke sath hi jism se juda ho pata hai.... -
Jab koi dil ki gahraiyon me utar jata hai,Fir wo rooh ke sath hi jism se juda ho pata hai....
Dard ki tasir to dekho , ke khatm hota nahi , Na marhum milta hai, na dil ko sukun milta hai..... -
Dard ki tasir to dekho , ke khatm hota nahi , Na marhum milta hai, na dil ko sukun milta hai.....
Dard bina Ishq ka maza kya hai ,Aur Ishq bina jina ek saza sa hai , -
Dard bina Ishq ka maza kya hai ,Aur Ishq bina jina ek saza sa hai ,
Wo meri aankhon me bas gaya hai ,Khwab ban-kar,Koi ja ke use , surat-e-hal kar de meri... -
Wo meri aankhon me bas gaya hai ,Khwab ban-kar,Koi ja ke use , surat-e-hal kar de meri...
Agar bichadna hi kismat hai ,To na milna hi behtar hai.... 💔💔💔 -
Agar bichadna hi kismat hai ,To na milna hi behtar hai.... 💔💔💔
Mujhe ye zid thi ke muhabbat teri mujhko aazmani hai ,Tujhe ye zid thi ke , rasm-e-duniya tujhko nibhani hai -
Mujhe ye zid thi ke muhabbat teri mujhko aazmani hai ,Tujhe ye zid thi ke , rasm-e-duniya tujhko nibhani hai
Unka khayal aaya to zuban pe ye sawal aaya ,Itna Kiya hai unhone mere liye ,Ab kya shiqwa karun jo tanha chhod diya....💔💔💔 -
Unka khayal aaya to zuban pe ye sawal aaya ,Itna Kiya hai unhone mere liye ,Ab kya shiqwa karun jo tanha chhod diya....💔💔💔
Logon ko kahan samajh aata hai ke....Ye batne ki cheezen hai , Jitna batoge utna badhegi....👍👍👍 -
Logon ko kahan samajh aata hai ke....Ye batne ki cheezen hai , Jitna batoge utna badhegi....👍👍👍