Words been spread, thought been register,
U n me are stories to be told.
Life is such a large journey, needs time to explore.
Wishing the explorer 1 years of togetherness.-
Unn Jugnoo ke Tim timaane se,
Aasha aur nirasha ka farak dikta hai.
Andhera mein Tim timaane deko to Aasha ke deep dikte hai.
Usi andhera mein Tim timaane band ho to gabrahat ka ahsas hota hai.
Bachpan mein bitaya paloon Ko yaad rako,
choti choti si yaadon se zindagi aabad rakho.
-
Waqt haaseen hai,
kabhi haasata hai kabhi satata hai.
Najane kab kis mod pe le aata hai.
Palbhar shanbhar mein Chand sitaare dikaata hai.
Waqt haaseen hai,
kabhi hasta hai kabhi hasata hai.
Pyaar sammaan ye sab waqt, waqt pe dikata hai.
-
LOVE SPEAKS
Na Dil mein rakho,
Na jabaan pe.
Hamar khayaal to kuch aaisa hai,
Na break hoga , na heart break.
Love hi Love ka sawal hai,
Waqt to be waqt Nikal hi jata hai.
Na Jane kya rog laga hai,
Har waqt tere hi kyaal ka naasha chada hai.
-
Inn duriyon inn tanhaiyo ka sira hoga,
Aaj nahi to kaal ye noor hamara hoga.
-
बादलों का आगमन
आज का वक़्त ही निराला है,
मौसम ने ये माहुल कर डाला है.
दिन में शाम का एहसास है,
बादलों ने सूरज को ढक डाला है,
राह तक रही धरती को, बूंदो ने शीच डाला है.
लैह लहलहाती फसलों ने, धरती को हरयाली से धक् डाला है,
धूपों के किरणो का आँख मिचौली खलेने का इरादा है,
थम जहा ये समां तुझे आँखों में बसाने का इरादा है-
Saabdo Ko ab aaram denge ..
Aaj ke din Ko ab thamdenge ..
Waqt kaise katta hai ye aaj samja hai,
Shaam to bus Naam hai, ab aaj Ko aaram do
-
Maut bhi vo sunahari takdeer laayegi,
haamare jaane ke baad bhi hamari yaadein saab ke dilo mein layegi.-