Teri khoobsurati ke aage
Chand fika pad jaye,
Ankhein teri us jangal ki aag hai
Jisme mera saara dard sama jaye
Tu ek baat saath nibha toh shi
Hum saari duniya thukra denge,
Ek baar mein naa khatm hoga
Janmo janmo tak ka ishq jaayenge
Tujhsa naa pyaara koyi yahan
Tu laakho mein ek hai,
Pran-priya hai tu dil ka
Ishq mera laakhon mein ek hai.. ❤
-