Roti hui si ek ladki thi tum
Bikhara hua ek ladka tha main
Tum mein dikhi meri khoi si umeed
Socha hasta rahe ye cehra Hassen
Saadi si iski zindagi ko kar dunga Hassen
Hua bhi yahi wo khush rehne lagi
Aur mere gamao ko bhi samajhnae lagi
Khuli aasma ke niche ek din kiya usne izhar
Mil gaya meri mujhko meri zindagi ka pyar
Phir hum saath rehne Lage the
Khushi aur gam saath sehne Lage the
Har kadam par mere saath thi wo
Pareshan jab bhi main hota rakhti dil par haat wo
Kehti sab thik kar lenge jab tak hum saath ho
Phir aaya ek din juda ho rahe the hum
Aankho mein mere aashu , thi uski aankhein bhi nam
Kuch din bite phir na jaane kaisa aaya ye gam
Bhul rahi thi wo mujhko kar rahi thi sitam
Dil ye mera rota na raato ko sota
Pata nahi kyo hui baate humari kam
Phir hua kuch u khilaf the uske
Maine waha par bhi diya uska saath
Pareshan dil par apne rakha khud ka haath
Tut kar khud maine jode rakha usko
Chod dete hain jaha sab waha pakde rakha usko
In sab ke baadh Mai Tut chuka tha
Khud hi khud se main ruth chuka tha
Phir hui galti mujhse ek baar
Wo ho gai rista todne ko taiyaar
Aaj main khud se haar gaya tha
Meri zindagi se mera pyar gaya tha-
Ek din dhundhoge tum kahi padho mein mughe
Main milunga nahi kisi kinare tumhe
Sochoge tum ki ye kya ho gaya
Wo ziddi sa ladka kaha kho gaya
Milega nahi wo pyar Jo kisi se
Jo karta tha main bas sirf tumhi se
Mera to Dil hai ise samjha hi lunga
Ziddi bada hai lekin mana hi lunga
Ye Dil bhi to mera tuta bahut hai
Kya kya sametu bikhra bhaut hai
Chalo kuch bhi nahi ye hota bahut hai
Mohabbat ke khel mein dhokha bahut hai
Kiya Jo humne to milegi saza bhi
Maaf na karega ye galti khuda bhi
Maangunga main khuda se main maut ki izzat
Lekin wo bhi na dega mughe itni si raahat-
Some word from Krishan to Radha
"Maine maana kuch to hota
Magar ishaq na hota
Jab tum na hoti
Jab main na hota
Tum kehti ho jisko
Prem ka sagar
Ismein ek bund na hoti
Jab tum na hoti
Jab main na hota
Ye srishti hai meri rachana
Jo tum na hoti
So main na hota
Jo main na hota to kuch na hota"-
Juda hue hain hum unse
Aur phir dil tehar gaya
Ishq mein dhokha kha kar
Dekho ek aur aashiq mar gaya
Aur Jo hai muzrim mere khtal ka
Wo judge ban kar meri faasi mukarar kar gaya
-
क्या कुछ नाही था , जब सब कुछ नहीं था ।
क्या तुम नहीं थे , जब मैं नही था ।
तुमसे या मुझसे पहले , क्या कोई नही था ।
क्या नदियों के पहले , पानी का कोई बहाव नही था ।
क्या इस पृथ्वी से पहले , सूरज का अस्तित्व नही था ।
क्या मृत्यु से पहले , जन्म नही था ।
क्या अंत से पहले , आरंभ नही था ।
क्या नफरत से पहले , प्रेम नही था।
क्या मेरे शिव से पहले , ॐ नही था ।
क्या तुम नहीं थे , जब मैं नही था ।
सब कुछ तो था , मगर सोचो ।
क्या होता नदियों का सम्मान , अगर वो न बहती ।
क्या होता सूरज का मान , अगर पृथ्वी न होती ।
क्या होता जन्म का मतलब , अगर मृत्यु न होती ।
क्या जान पाते लोग प्रेम का मतलब , अगर नफरत न होती ।
क्या होता ॐ नाम का , अगर शिवाय न होते ।
क्या होता मेरा अगर , तुमसे ना मिले होते ।-
Kya kuch nahi tha
Jab sab kuch nahi tha
Kya tum nahi the
Jab main nahi tha
Tumse ya mughe pehle
Kya koi nahi tha
Kya in nadiyo ke pehle
Paani ka koi bahaw nahi tha
Kya iss prithvi se pehle
Suraj ka astitva nahi tha
Kya mritu se pehle
Janam nahi tha
Kya aanth se pehle
Aarambh nahi tha
Kya Nafrat se pehle
Prem nahi tha
Kya mere shiv se pehle
Om nahi tha
Kya tum nahi the
jab main nahi tha
Sab kuch to tha
Magar socho kya hota
Suraj ka maan agar prithvi na hoti
Kya hota janam ka matalab
Agra mritu ki na hoti
Kya Jaan paate log
Prem ka matalab agar
Agar nafrat na hoti
Kya hota om naam ka
Agar shivay na hote
Kya hota mera agar
Tumse Na mile hote-
एक सुबह जब मुझसे मिलने आओगी
मैं कहूंगा शाम तक ठहरना
मुदातों बाद जब हम तुम आखरी बार मिलेंगे
मैं कहूंगा शाम थोड़ा और ठहरना
बातों ही बातों मैं जो दिन ढल जाएगी
और मेरी बात अधूरी रहेगी
मैं कहूंगा शाम थोड़ा और ठहराना
फिर जब एक वक्त आएगा
जो तुम अलविदा कहने को उठोगी
मैं तुम्हारे हाथों को हल्के से पकड़ कर , फिर कहूंगा
शाम थोड़ा और ठहराना
अभी तुमसे जूदा होने का दिल नहीं कर रहा
-
Agar baat hui unse to guzaarish Karenge
Milne ki phir se khowish Karenge
Iss dafa uss dafa ki trah baat na hogi
Milne par unke maathe ko chum kar alwida kahenge-
Oh! goddess of death
I have believe and faith
Help ! I can’t bear this pain
Mouth full of blood and strain
And the body full of stiches
Like the curse of the witches
Meeting you is the biggest truth
But look at me I am still youth
Give me some time in peace
Oh my goddess draw distance please
I can see your approaches
With the lily and fine roses
With open heart give me surcease
I will reach you with beautiful geese
Meeting you will give me thrill
But I have dream to fulfill-