Ek shaqs aapko likhna sikhata hai,
Nafrate dekar,
Ek shaqs aapko sisakna sikhata hai,
Dard dekar,
Ek shaqs aapko bilakhna sikhata hai shabd dekar,
Or wo shaqs ekdin farar hoker,
Intzar kerna sikhata hai,
Fir lekhak apna lekh likh,
Khudko jeena sikhata hai,
Lekin marr jata hai-
Kuch kirdaaro ka kehna hai,
Ki Mohtarma Aap ki saksiyat galat hai,To humne chod un sahi kirdaro ko galat dhundh-ne nikal pade.Koi Galat shaqs Mila to batayenge zarur,ishwar ko dikhayenge zarur.-
Ab shaadi to nahi karenge hum,
Aatma-hatya ka wada raha,
Tum aana zarur meri aatma-hatya dekhne-
lag-bhag 4 saal se soch rahi hu,
Ki Hum kis intzar me us insan se baat nhi karte Jo her waqt sath tha,
Ek subah ki chai se lekar,
Raat me dusre din ki baate kerne Tak,
Akhir kis din ke intzaar me hai hum,
Or wo shaqs ek din khud-ko Bali chada hi deta hai,
Jis-ne tumhara intzar wo pehli machish ki teeni lagne Tak Kia hoga.-
Aap humare Halat-ae-sauda na kijiye
Aap humari baate yu yaha -waha na kijiye
Hume taqlif hoyegi,
Hume taqlif hoyegi,
Jab ye shaqs ajnabi bhi royenge,
Jab hum apni maut per soyenge-
Aap humare Halat-ae-sauda na kijiye
Aap humari baate yu yaha -waha na kijiye
Hume taqlif hoyegi,
Hume taqlif hoyegi,
Jab ye shaqs ajnabi bhi royenge,
Jab hum apni maut per soyenge-
Mai Maan gayi us khuda ko bhi aaj,
Jab nafrat hogai ishQ se,
Tab Ishq ka farmaan aaya hai-
Koi hume bhi "gauri-kund" le chalo,
"Gauri Maa" ko chu,
Humko "shiv" mangna hai-
Accha wo shaqs bahut chahta hai tumhe,
Accha uski wajah se hi Aaj Zinda ho tum,
Waah,kya baat hai
Meri maano to Aaj ek "naah" confidence ka usko keh dena,
Fir dekhna,
Chahat khakh me mil tumhe "haa" kehne ke lie behkaya jayega.-
Hum ek na-manzur shaqs ke lie Puri duniya nahi chod sakte,
Qki jab kisi ek shaqs per zindagi jeene marne ki soch-lo,
Wo haal-ae-marz humko hua hai,
To ab ye bahari log kya Ishq sikhayenge Humko-