Kuchh baaton ki sukun tab milti hai mujhe,
Jab meri man ki har baat me kagaj per likhti hun,
Haan he to purani formula but mujhe sukun milti hai,
Aisa lagta he ki koi hai mera aapna
Jo mujhe aur meri baat ko samajhta hai,
Haan me v galti karti hun aur haan me bhi aapna galti sudharti hun,
Huun to me sabse nyari , jhatse lagjati hai mujhe tikhi baaton se buri,
Kud hi Ruth ke khudko manana ye aadat he meri,-
Podha jab brukhya banega
Sansar ki tarha uska sakha khulega,
Kuchh panchhiyon ki basera hoga
Kuchh pathchariyon ki Sahara hoga...
-
Zindagi ek manch hai,
Sablog ek kalakar aur bhagwan manch ki jus hai...-
Kabhi kabhi roona jaroori he
Worna pata Kese chalega ke,
Aankhon ki tanki me pani he ya nanhi he... ๐
-
Mayushi hone kelie
Zindagi me reasons bahat kam Milta he,
Aur zindagi ko mayush banane kelie
Hum hazaron reasons yunhi dhundte hain...-
Tute din ki kuchh mithi khwabo ko
Aaj yunhi Dairy se padh rahithi,
Khudki bebakhubi per aaj me
Yunhi khud pe has rahithi....-
Aksar aisa hota hai,
ke tumhe samajhne wale loog,
kabhi kabhi jaroorat ke mod pehi
Samajhna nanhi chahte...-
Kabhi kabhi bahat Akela mehsus hoti he,
Isme kisi ki kami to nanhi
Fir bhi patananhi kyun be-woja Udashi aajati he...-
Khamoshi kabhi batana chahti he,
Andar chali halchal ko batna chahti he,
Batane ki tarike kafi he, Per suru kanha se Aur Kese kare iss me hi khud attak jaati he... Wo Ruth ti manati khud hi khud ko,
Per narazgi ki sahi karan kya he ye khud hi be khabar he,
Lakh baate hai Kehne ki per ek bhi word ye hal ko bayan nanhi kar sakti...
-