Nikame rahe tu nakami ke tane
Kamai ho tu kamiyabi ke tane
Ye dunyan ki rit hai is ka koi jawab nai
Ye dastur-e-maushra hai ise par sawal nai
š„“š¤·-
š®š³šš...
hashta... read more
Masoom se dill se bewafai mehengi padi
Or masomiyat ne apni akhri saase bhari
Phir ose dill me shaki mijaz ka aagaz howa
Masomiyat dill ke kese kone me dafan hoi
š-
Mohtarama! pinjra sone ka ho ya pital ka pinjra hi hota hai
Khule aasmaan ko sametna ose pinjre me mumkin kaha hai.
Chahane wala chodh jayega azaad tujhe kese roze
Kahi yu na ho tu uddan bharna bhool jay ose roze.
šš-
Zindagi bhi badi ajib hai, mazi ki khush-fhemiyan aaj samne mere galat-fhemiyan bane khadi hai.
š
-
Waqt tahajjud ka our mera
ro kar ye khena mere khuda
se mujhe or nhi rona.
-
Me Be-muraad rahe jao, Baa-muraad tujhe kar ke
Me Baa-khabar sirf tujhe se, ise Be-khabar jahan me.-
Duriyaan hai nazdikiyaan hai
Na jane hamare bich kya hai
Bas eak benaam sa rishta hai
Jese eak naam nazar karna hai-
Rishta Bada Anokha Hai
Khushiyon Ka Thikhana Nai,
Dard Ka Khazana Hai
Par Umid Ki Roshni Nai,
Dill Par zakhm Hai
Par Dawa Ki Talab Nai,
Inteqaal Me Abhi Waqt Hai
Par Zindagi Ki Chaha Nai.-
Fasle nazar aate hai par fasle nhi hai
Nazdikiyan nazar nhi aati lekin nazdikiyan hai
Zindagi ke kuch rishte Yun bhi hai
Dur rhekar bhi hum behad karib hai
-
Imaan Esa Rakho Ke Akhlaaq Me Nazar Ajae,
Mehenat Ese Rakho Ke Misale Ban Jae.-