Libas Tan se utaar dena
Kisi ko Baho ke haar dena
Fir uske jasbo ko maar dena
Agar mohabbat yehi hai Janah
Toh maaf krna mujhe nahi hai
Gunah karne ki soch lena
Haseen pariah daboch lena
Fir unki ankhein noch lena
Agar mohabbat yehi hai janah
Toh maaf krna mujhe nahi hai-
Allah ko bhul gy loog
Fikr-e rozi mai
Talaash Rizak ki hai
Razak ka khayal he nahiβ % &-
βishqβ is my favourite word from Urdu. It can be translated as βExtremely passionate loveβ.
The wordΒ IshqΒ is made up of three letters, βAin, sheen and qaafβ and these three letters stand for three stages of love.
1 Ain: Ain is for βibadatβ which meansΒ worship. When love gets purity, it takes you to the place where love equals worship. That's why we earn reward of Hajj when we see our mother smiling.
2 Sheen: Sheen is for βshakβ which meansΒ doubt. The lover starts doubting his love. He starts competing with others in order to prove himself the best lover.
3. Qaaf: Qaaf is for βQurbaaniβ which meansΒ sacrifice. This is the final stage of love when lover does everything and sacrifices everything he has in order to please his love.β % &-
Jab Kabhi Aap Aaina Uthao Toh Pehle
Khud Dekho Fir Dusre Ko Dikhao-
Agar tum pasand krte ho
Garam Chai
Shaayari
Sulagti Aag π₯
Puraani Tasveerein
Mohabbat
Aur Saadi Zindagi
Toh Samjho mai tumhara Ehtaram krti hu-
Kya zamana tha ke
Hum rooz mila karte thay
Raat bhar chaand ke
Hamra bhara krte thay
Jaha tanhai sar fod ke soo jati hain
In makano mai ajeeb loog raha karte hain
Kar dia aaj zamane ne unhe bhi majboor
Kabi yeh loog mere
Dukh ki dawa karte thay
Dekh kr Jo hamay chup chaap guzar jata hai
Kabi us shaks ko hum pyaar kia karte thay
Aj kya zamana bhi ajeeb hai
Aj vo dekh rahe hain , Jo sunah karte thay-
Yeh Jhootian Kahania
Mujhe Na sunao
Ke Maali mar Jaye
Aur Bhaag theek rahe
Kasey Mumkin hai
Rah-e-mohabbat Mai
Mehboob chodh jaye
Aur dimag theek rahe-
Kal Bethi Thi Chai Ki Dukaan Pe
Baatein Chal Rahi Thi
Mera Wala Aise Chod Gaya
Mera Wala Waise Chod Gaya
Meri Bhari Aayi...
Phir Maine Ek Line Boli!
"Yaroon Ki Mehfil Thi
Baat Bewafon Ki Chher Di Gayi
Sabse Pucha Ja Raha Tha
Tera Wala Tujhe Kyu Chhor Gaya?
Aur Meri Bari Mei
Ek Lambi Khamoshi Thi
Main Yaaro Se Bolti Toh Bolti Kya?
Hamari Adhuri Mohabbat Ki Katil
"Sirf Mere Emotions Bich mai ah gayy"-
Vo Dhoondhta Raha Mujhe
Shehar Ke Har Coffee Shop Mein
Har Gali Mein Har Bazaar Mein
Aur Mai Baithi Thee
Ek Chai Ki Tapri Pe
Shayad Kisi Ittefaaq Ke Intezaar Mein-