Ek tarfa mohabbat hi aksar muskurane ka zariyaa banti hai,
Vrna do tarfa to dard ka dariya hota hai-
sudden captures
(Debu)
60 Followers · 31 Following
Instagram: sudden_captures
Joined 20 November 2018
2 JUN 2022 AT 10:13
9 APR 2022 AT 21:28
Zindagi mein kitni muskurahatein
Jataani padti hain,
Apno ko muskurata
Dekhne ke liye.-
30 MAR 2022 AT 18:31
Dard itna tha ki
beimtehaan hogaya
Ishq itna tha ki
fanaah hogaya-
25 MAR 2022 AT 10:35
Aksar
kuchh lafzon ko sunkar
Humari ankhe chupke se bheeg ati hain
fir hausla rakhke sookh jati hain.-
14 FEB 2022 AT 12:37
Zindagi ne haar mani nahi abi
Mana thokre padi hain kafi
Gehre hain kai zakhmi abi
Dil toota hia kai baar
Sapne bikhre hai abi
Gire pade hain farsh pe
Magar uthna hai arsh pe abi
Zindagi ne haar mani nahi abi...।-
6 FEB 2022 AT 13:53
Hume pyaar hai to apse
Takraar hai to apse
Yaari hai to apse
Rishtedari hai tk apse
Ye jahaan hai to apse
Jeene ki vajah hai to apse
Ab humari duniya me jo bhi hai
Bs APSE...-