Ye kuchh shabd Nahin main Apne Gam likhta hu,,,,,
Tere bare mein jitna likhta hun itna kam likhta hu,,,,,
Tu mere pyar ko Na samjhi ismein Teri koi Galti Nahi hai,,,,
Aksar sacchi mohabbat iss duniya mein Kisi ko milati Nahi hai,,,,,
Tu kahe to Pani ko Jaam Kah du subah ko sham kah du,,,,,
Koi puche ki Teri mohabbat kaun hai, ijaajat ho to tere naam Kar du,,,,,
Ye to sirf do-char mohabbat ki baate Hain main to apni jindagi tere naam likh du,,,,,
Jab bhi Hoti hai mohabbat ki baten Tera naam jarur aata hai,,,,,
Tere naam sunane ke bad Dil ko chain Kaha ata hai,,,,,
Tu to so jaati hogi apni mat-maili Chadar odh kar,,,,,
Lekin mera dil mujhe yad kiye Bina Nahin so pata hai,,,,,
Mujhe aaj bhi yad hai Tu Sa ko Fa bolati thi,,,,,
Har EK jawab ko bar bar tatolti thi,,,,
Vo najara bhi kya najara hota tha,,,,,
Teri nazren tirchi hokar Charo or dolti thi,,,,,
Kitna tadpayegi ab Saha Nahin jaata,,,,,
Abhi jaa ab tere Bina Raha Nahin jata.....
Tere Bina Raha Nahin jata....
-