Meri sanson mein basi teri khusbu har waqt dilati hai., 'Teri yaad'
Raaton ko nind na aaye, jo soch mujhe sulati hai., 'Teri yaad'
Jin lamhon ko soch kar bewajah muskurata hun., 'Teri yaad'
Jin lamhon ko soch kar bewajah rota hun., 'Teri yaad'
Sochta hun kuch waqt piche ja kar jinhe sanwar lun., 'Teri yaad'
Wo bhi mumkin na hua to jinhe samet kar puri zindagi guzar lun., 'Teri yaad'
-