Kisi ke pyaar me dubi beshumaar ankhe
Rahi na meri ab ye bekaar ankhe
Dunia bhar me charche unke
Jese gulaab ka koi gulhaar ankhe
Najane kiske Intezaar me dubi rehti hai
Kisi ke Ishq me padi do lachaar ankhe
Hai kis baat ki sharam mujhe gale lagane ki
Ku darti ho dekhti hai agar do chaar ankhe
Mile agar deedar unka toh mukammal
Jo na hua pura us ishq ka izhaar ankhe
Sikha rahi hai dunia ko mohobbat ka sabab
Kabhi jaun hai toh kabhi hai gulzaar ankhe-
Tere qisso me aksar mera naam lia jaega
Tujhse ishq krne wala pehle mujhtak bheja jaega-
And that day finally arrived
When it starts breaking
Pillar can't take this anymore
His legs start shaking
They said he has to be replaced
Just because he is no more severe
Through his hole, through his cracks
One can clearly see his tears
Now, it's time for the new one
A brand new pillar, he is the new best
Look Look! Senior is looking relaxed now
Because now he knows he can finally rest.-
A pillar in a house
That pillar seems so strong
He will be responsible
if anything goes wrong
He is so alone,
he has no one to express
Yet standing, tall and mighty
Not showing fear, no sign of stress
And one day they made another floor
Another burden of responsibilities
Maybe it will be difficult to handle
Maybe it will challenge the pillar's abilities
But nobody took his opinion
They all assumed that he was glad
A pillar should be strong
Not miserable and sad-
Ek khawab hai jo maine jagte hue dekha
Ek raat hai jo maine kabhi kaati hi nahi
Ek shaam jo uski ankho me chod aye hum
Ek neend hai jo kismat ne humse banti hi nahi-
Ek khawab hai jo maine jagte hue dekha
Ek raat hai jo maine kabhi kaati hi nahi
Ek shaam jo uski ankho me chod aye hum
Ek neend hai jo kismat ne humse banti hi nahi-
Ek khawab hai jo maine jagte hue dekha
Ek raat hai jo maine kabhi kaati hi nahi
Ek shaam jo uski ankho me chod aye hum
Ek neend hai jo kismat ne humse banti hi nahi-
Aese toh mai bhi tujhse kabhi baat na karu
Par ye mohobbat kahe ki ek baar aur sahi-
Ab hamari mohobbat ki kisi ko kya khabar
Kisi ke dill ke haal ki kisi ko kya khabar
Hai kabse intezaar me ruki ruki si ankhien
Hogi kaisi vo qayamat kisi ko kya khabar-