Life, the moment you started.
The song of the dead stars; moons; planets,
all rhyming up to spell the magic on that piece of flesh.
The first cell splited with the intention to make a body
to carry that muse of the creation for a lifetime. The conspiracy of the nature
bringing that dream to life, to create other dreams waiting to be manifested in this reality.
The reality! Maybe it changes this way. With the dreams coming side by side, and the older leaves the stage for the new reality to manifest itself as truth.
The young one, with a bundle of possibilities, then curves the way of destiny to it's fate.-
Chand lamho ki zindagi;
Aur umra bhar ki seekh,
Sikhte seekh kahi zindagi na beet jaye;
Ajab hai yeh mohabbat ki reet,
Preet jo bhulein na bhule;
Manmeet bashi ho jaise har geet mein,
Pyar khoye toh pyar ko janein;
Prem basha har haar aur jeet mein
Dil ka dariya mein toofan har peher;
Utare nau bhi toh paar ho kaise,
Malik ka bulawa hai toh toofan bhi kaatega;
Majhdhar mein fashne ka dar ho kaise,
Ush paar hai sayed mehboob ka bashar bhi;
Manzil nahi koi bas paar toh jaana hai,
Nahi mileh woh toh bhi ghum zyada nahi;
Ish paar thi manzil aur ush paar chora zamana hai.-
Tanha sa badal hoon bemausam baarash ke chala jaun,
Andar mein samayi sari boondo ko lutaye;
Tamanna firse milne ki de jaun.
Tanhayi ka safar tha;
Par tanha apna wajood nahi;
Yaadon mein bash ke zikron mein reh jaun,
Ek badal hoon jo bemausam baarash ke chala jaun.
Bicharna bhi sahi tha apne jaiso seh;
Mausam ka koi gumaan nahi,
Khud hi khud mein sagar bharke nikla;
Khudi ho khud mein to khudhi sahi
Tum fasalon ko seencho;
Main jasbooto ko seench ta hoon,
Ek Tanha sa badal hoon jo bemausam baarash ke chala jaun.-
Wo janke bhi aham ko dher na kar paye apna,
Hum khudke raakh ko maalke ghume darbadar
Koi sannate ko bhi par leta hai kisika,
Aur koi sab janke bhi reheta hai bekhabar...-
Woh be-jhijhak kaarnamein kuch aeshe kar gayein,
Humne zikr bhar kiya kya unka toh beesharam kehlaye gayein
Jab gaye wo to sab chin le gaye humshe humara magar,
Hum haq ka insaaf kya mang baithe ;
Toh dushman qarar kar diye gayein...
-
Aesha nahi ki khayal aye toh bas
khayalon mein hi kho jata hoon,
Par jab jisbaton ko kagaz mein utarne baithu toh
zyada logical ho jata hoon.
Rush jaise sukh jate hai taab;
Yaadon ki tapan jab hadse barne lagte hai toh,
Lekhakh bhi nahi umda main
Sabdo ki mala bunna nahi jaanta hoon.-
A sinner remembers his good deeds he've done but forgets the rest. A Saint repents his sins and flows accordingly. A Wise remembers all but the necessary ones he chooses to recall.
-
The Day breaths and the night exhales
Self-imprisoned ; Pleads for the bail
Brave-hearts sail ; Hollows turn to ashes
Ashes to ashes ; Don't forget to pray
Sights full of colors ; Sighs in those greys
We can giveup any moment ; But that was never for us to make
So just keep moving, As we're through the vast space,
You've lived & survived and you'll,
For a wishful reminder ; if you've forgotten just in case.
-
Dualistic view point is to discern,because discernment is mostly necessary for the knowledge & clarity of the consequences of our actions we are willing to take or the actions that are done.
Yah, consequences can be favorable/unfavourable for us, and from that favorablability we categorise it as good or bad,
otherwise,humanity within can help anyone to draw or rub that proper margin if necessary.-
If a net result is willed by HIM, HE will even use the jealousies, competitiveness & inferiority complexities too to move the rigid ones with potentials towards the right direction. The untamed mind then, is tamed anyways, because it can't resist the whips of thunder & must move to survive. Post initiation results are based on that individual's action but HE is never unfair to HIS creation.
Unfair is only Me & Myself when the world is drowning.-