khwabo ke seher bhej pehle sitaro ko akela kar diya
jab khwab mile unhe to samajh pe parda kar diya....
Aap hi to bachpan se kehte the mai wazir hu
jab khwahish rakhi hone ki to kyo mujhe pyada kar diya...
Mai to bas aapko apna rasta itelha karne aaya hu
Apne ne bagawat keh diya, jang ka aelan kar diya...
chin to liya jawani ne ghar ka angan, aesi duniya me muhazir kar diya
mere khwabo ke saude ne mujhe zinda maut kar diya...
Ye safar mujhse bada hogya, mai Nahi rook Sakta hu
Zehen ne diware bana liya, safar ne pagal kar diya...-
Mujhe wo charag nhi jalane jo fir hawa se bujh jae
andhero se ladne Mai sabra rakh ke suraj uga luga..
Teri nigahe har waqt meri kamiyo ko kuredti rahi kal tk
Or ab meri aakhon me dekhta raha to teri neend chura luga..-
Mai kisi manzil ki chah nahi karne wala hu
Mai rasto per hi guzarne wala hoon...
Raste manzil hone wale hai
Mai ye duniya badalne wala hoon...
Khwabo tum mere jeene ka karan ho
Mai tumhare liye marne wala hoon hoon...-
Ye bechaariya sirf meri laparwahi nahi
Naseeb ki ruswai ka bhi sabab hain-
Love has provided me lovely castle but it has stolen my conscience in outside world.
-
Falling in love with a poet is falling in love with dancing depression.
-
Mai kisi manzil ki chah nahi karne wala hu
Mai rasto per hi guzarne wala hoon..
Raste manzil hone wale hai
Mai ye duniya badalne wala hoon..
Khwabo tum mere jeene ka karan ho
Mai tumhare liye marne wala hoon hoon..-
Goom hogya hu per khayalo me nahi
Ek titli se khusboo ki kahani sunte hue..-