Apni kahaniyo me, iss pyaar ko kuch uh batlana...
Jo hawao sa na sahi , toh baarish ban zarur ana
Her waqkt agr na sahi , waqkt waqkt par apni mojudgi zarur batna......
Ki me thera hu , tere ehsaas ka aaas lekar
Parchai na sahi , raahi ban kr sath de jana...
Jo koi pucche tumhe ki ,kitna khaas hu me
Alfaaz na sahi , ankho say sab batlana..
Ki fasle kitne the , asa sawal aaye jo
Dilo ko kareeb or gharo ko durr batlana...
Tum,
apni kahaniyo me , iss pyaar ko kuch uh batlana....
nasamjhi thora kam ...or mera pyaar jada batnaa....
-