Sarkashi का Aalam है.
ये कैसी Zustuzu है..
जब मैं तेरे Ru-B-Ru हूं.
और Tu मेरे Ru-B-Ru है..-
Nigaaho ko Nigaaho se Churaya na karo,
Ham se Milo to Palke Jhukaya na karo..
Ye Andaj - A - Hijabaana jaruri hai Zamane ke liye....
Ham se Milo to Hansaa karo, Sirf Muskuraya na karo.-
बड़ा अजीब ज़माने का दस्तूर देखा है,
यहां शराब बेचने वाले को ताकतवर...
और शहद बेचने वाले को मजबूर देखा है.-
Alfaz nhi pas mere us Rab ki tarif ko..
Kyunki Alfaz khud Mohtaz hai Uske,,
Khud ki Takhliq ko.-
Jis khwab ka tasvvur bhi aukat se bahar ho.
Uske sach hone pe shak hona to Zahir hai..-
Hai samaj me sab samjhdari mere,
Par na samjho se pala pade,,
To nasamajh ban jata hu,,,
-
Na ruswai ka dar
Na hasne Hasane ka
Bs shukra hai use
Rab ke har Nazrano ka...
Aur muflisi ka gam nhi
Hai Behtri isme bhi
Tu danka na bja
Apne rahisi ke Niwalo ka...
Khabar rakh yha
Har kadam Bahkave ka
Jawab Dena hai hasra me
Har achche bure Kamo ka...-
Khud ki तवज्जो se jyada,
Logo ki फिक्र hai...
Shayad mere दीन me,
Ye bhi khuda ka जिक्र hai.-
Khabar mili hai jra...
Ki log pahchane se inkar karte hai.
Gunah to karte hai bedhadak...
Par manne se inkar karte hai.
Aur aitbaar rha nhi kisi ka is zamane me...
Yaha gair to gair apne bhi apno pe war karte hai.-
ख्वाहिशो ki List nhi hai ❎ mere Pass.
Bas ek किताब Likhi ✍️ hai....
जिसे har Dua 🤲 me दौहराता hun.-