Jhalkane lagi hai ki nadaniya fir ek dafa mujhme
Tere sath hum fir se bachpan jeene laage hain...-
16 July🍰
Only Orignal lines...💓
#sofiaalviali
Insta 👉 @sofiaalviali
Fb. 👉 ... read more
Aur fir mein use apni bechaini ka sabab batane se katrane laga
Lihaza mere liye waqt na hone ka ehsas wo mujhe jatane laga-
Yaaddein mukkamal ki hai uske sang kuch is kadar be-inteha
Aur ab main uski yaaddon ko lekar yuhi yaaddon me rehta hu-
In dooriyun se waqif hue to jana
Teri ek jhalak ke liye hum kitna taraste hai-
Aur fir ek waqt aisa aaya
Is bhadhti umar se jayda hume
Bita hua bachpan behtar lagne laga-
Aur fir hua yun..
Use gud nyt gud mrng text karte karte
Mujhe us se baat karne ki be-hisab aadat ho gayi....-
Mohabbat ka falsafa kuch aisa hai
Chup jaye to behtar hai...
Warna mein bata nahi sakta......
Wo apna to hai....
Par mein use apna nahi sakta...-
Kya hi Bakhshish hogi us par itne Isharo ki
Jab wo Mohabbat ko samjhna hi nahi chahata...-
Suno
Nazdikiya gehri ho rahi hai tumse
Tum milo Hayat-e-Mohabbat me mukkamal
to fir kya hi baat hogi kasam se...-
Rashmo riwazo se kuch is kadar bagawat kar di hai
Kisi shaqs ko itna chaha....
Zamana kehne laga Alvi tumne to hadd kardi hai...-