Jitna bhi accha kar lo sab galat hii sochte hai Jitni bhi meethi baatein karlo sab ko kadwi hii lagati hai.. Inki soch inki hai.. hum toh badal nhi sakte So... do nd act whatever you think..😏 I DON'T CARE..😁
Sapno ki udaan bharni hai ab, Kuch mile ya na mile ye manzil tey karni hai ab.. Jinse tha mera rishta wo todh aage badh aayi hu me... Ab picche nhi mud kar dekhna hai , Ye thaan liya gai maine...👍