सती बनकर प्रतीक्षा की,
सीता सी अग्नि-परीक्षा दी।
रुक्मिणी की तरह जलन सही,
और द्रौपदी बनकर चुप्पी ओढ़ ली।
ताने सहे, रिश्तों के बोझ उठाए,
फिर भी मुस्कुराकर कुछ कह न पाए।
अपनों को छोड़, प्रेमी के आंगन को अपनाया,
उसके हर वादे को दिल से निभाया।
प्रेमी ने सिर्फ बातें की थीं,
प्रेमिकाओं ने ज़िंदगी बुन दी।
अपनों की नज़रों में गिरकर भी,
उन्होंने मोहब्बत को गिरने न दीया।
मत पूछो लड़कियों ने क्या किया —
उन्होंने मोहब्बत को मज़हब बना लिया,
और खुद को ख़ामोशी में जी लिया।
उन्होंने मोहब्बत को धर्म माना,
और हर दर्द को पूजा की तरह ओढ़ लिया।
-
Main tooti thi, par bikhri nahi,
Har zakhm ko chaand sa sil diya maine.
Jin raahon ne thokar di,
Un par phir se kadam rakh diya maine
Main royi thi chupke se,
Par duniya ke saamne sir uthake chali.
Jahan sabne haara maana mujhe,
Wahin main jeet ki misaal ban gayi.
Main tufaan mein bhi zinda hoon,
Haan, kabhi kabhi thodi seerhi, kabhi deewani.
Par andar se ek aag hoon,
Jo har andhera jala kar roshni mein badal deti hai kahani.
Main haar maanne walon mein nahi,
Main unmein hoon —
Jo toot kar bhi jugnu ban jaate hain,
Aur raat ke sabse andhere kone mein bhi
Umeed ka ek sitara chhod jaate hain... 🌟-
Tera khayal mujhe mujh se juda kiu kr deta hai
Tera hona mujhe mujh sa kiu nhi lgta hai
Bure khawabon ka mere tu kamyaab sabera kiu nhi bnta
Mere bure kamon ka tu accha karm kiu nhi bnta
Meri kahaaniyon ka tu hero kiu nhi bnta
Meri takleefon ka tu marham kiu nhi bnta
Mere adhure khabon ka
tu pura kissa kiu nhi bnta
Meri dil ki tu Dhadkan kiu nhi bnta
Tu meri puri love story complete kiu nhi krta
-
Phir purani yaadon ka sehlaab
sa beh gya
Jaise lgta kisi ne purana karwaan
ched diya
phir main jaise tanha sa rh gya
Jaise kisi ne phir chand ko akela badlon mein chord diya
-
Tujhe dil ka sukoon kh doon
Toh khud ka sukoon kh talashu
Tujhe apna haqdaar kh du
Toh khud pr haq kaise jatau
Tujhe apni zindagi kh du
Toh khud ke liye nayi zindagi kh se laau
-
Tera Khayal a rha hai
Lgta hai manjil se parda uth rha h
Mujhe mujh mein kho Jana h
Phir Tera hone ka ahsaas kiu aa rha h
Mera jaana khin likha hai
toh Tera bhi kisi or ka ho jana bhi likha h
Mera hona kuch lamhon ka ghanera badal h
Toh Tera abhi barashnaa baki h
Tera shi ko shi or galat ko galat pechana baki h
Tere hisse m tera khud ko shi kr lena baki h
-
Ab toh pushpa ne bhi stree ki raksha main kali avtaar le liya
Tb kb logi streeyon...?-
Thanda mousam tha
January ki shard hawayein
Haath mein uska haath tha
Mein uske peeche baithi thi
Ek haath uska bike pr tha
Ghane khohre mein woh mera haath
Thaame khali road pr kuch dur chale the
Ankh khuli toh yaakeen aaya
khawab khawab tha
Hum kahan khawon m apni
krne chle the-
Ek ladki thi sayaani si
Uske pyaar mein thi thodi anjaani si
Thodi deewani si
Ghum rhti thi usi ke khayalo mein
Aaj woh khud khud se he lapata ha
Naa jane kin khayalon mein-
Usay thodi thodi si mohabbat
si hone lgi thi
Phir purani yaadon ke sailab ne bacha liya mujhe 🛡️-