Alfazo ki kya zaroorat, Hum toh unki aankhein padh liya karte hai. Unki parchai ki kya zaroorat, Hum unhe dil se mehsoos kar liya karte hai. Mulakat toh sirf ek zariya hai unko mehfooz dekhne ka , Mil toh hum rooz sapno me bhi liya karte hai. Abhi todha dur hai mujhse bo, Milne ki yaad mohobbat or gehri kar liya karte hai
Uss Chandni raat me hum ek huye the Do jism or ek jaan huye the Gawahi mangi thi tune mere pyarr ki Par tu bewafa ye bhul betha Uss raat toh sare taare bhi gawah huye the
Pheli jhalak me mene tumko pasand Kiya, Bin bole tumse aakho be sab kuch khe Diya Dusri hi mulakat me tumne Mera dil ko Chu liya, Fir bin bole Dil ki door ko mene tumahare hawale Kar diya
Chand ka Kya kasoor agar raat bewaafa nikali Kuch pal thari or fir chal nikali Unse Kya kahe bo toh sache the Shayad hamari taqdeer hi humse khafa nikali
Jine ki khwahish hum rooz karte hai Wo aaye ya na aaye hum intezar karte hai Jutha hi sahi mere pyaar ka waada Hum aaj bhi Sach maankar unpar etbaar karte hai
Pita ek bo insaan hai Jo hamesa apne baccho ki kamiyabi khud see Jayada chahta hai Pita ek bo insaan hai jab unke baccho ke baat AA Jaye tab bo kuch bhi Kar sakta hai Pita ek bo insaan hai Jo apne baccho ki Khushi pane ke liye bhut mehnat karta hAi Hum shayad kuch bhi likh le pita ke bare me par fir bhi bo sab Kam hai hum apne papa ko words me nhi bta sakte ki bo Kya hai papa bas ek baat kahenge hum apse bhut pyarr karte hai ap nhi toh hum nhi love u papa