Khuda ki di hui beshumar naematon ka shukar karna kabhi na bhulna
-
SmileNN
(SmileNN)
55 Followers · 9 Following
Joined 21 April 2019
19 APR 2022 AT 13:30
Khuda ki di har naemat ki qadar karein,
Najanay duniya mein kitnay aise log hai joh woh naematon se maheroom hai jo aapkay pass hai.
-
18 APR 2022 AT 22:12
Agar aap neki nahi kar saktay toh kam se kam gunah karnay se bachein.
-
19 FEB 2022 AT 13:08
Aaj kal sabko aadat si hogayi hai,
Agay se dosti ka haath badhakar pichay se war karnay ki.— % &-
18 FEB 2022 AT 7:55
Yaqeenan woh sukoon hamein kahin nahi milta hai jo sajday mein milta hai.— % &
-
8 FEB 2022 AT 13:29
Aaj wo log hamein hi khilona samajhtay hain,
Jo kabhi hamaray saath khilonon se khela kartay thay.— % &-
10 FEB 2021 AT 22:40
Kuch log daulat ko panay ke junoon mein sab kuch haar baithtay hain,
Aur kuch log daulat ko bantnay ke khushi mein sab kuch jeet letay hai.-
23 DEC 2020 AT 21:44
Yahan log shakkar ki tarah meethay bol boltay hai,
Kabhi apnay andar chupi kadwahat ko zahir nahi kartay hai.-