marz yeh gulab ki chahat sbko thi , faqat issi baat ki khamoshi thi ke tumne apne khar ka khulasa kissi seh nahi kiya tha ,, are zakhm toh mohabbat deti thi pehle bhi par tumne toh mar hi dalne ka khwaab pal rakha tha ,,woh toh hamare huzoor ne hamari zindagi likh rakhi thi warna kbka mar chuke hote... 💀
tum insaano ki tarah soch saku itni akhlaq nahi mujhme, ha man leta hu ke thoda nasamaj hu, isliye tumhare faisle bhi mujhe hmesha chot pahuchate rahe, aur yeh baat-baat pe maaf krna meri parwarish hai, magar bhulana mere naseeb mai nahi .
waqt har nakamyab admi ka atta hai ...woh kehte hai na umeedo pe duniya kayam hai.. !?×?! -SHEKHAR
sunkar maine an-suna krdiya, dekh kar maine nazar andaz krdiya ,unka hona na hona woh toh log jante hi hai magar unka hokar mai unka na ho sakka yeh baat mujhe badi chubti hai, kuch kar na saka mai yeh soch kr kbhi kbhi sochta hu yeh dil dhadak kaise raha hai, isme jeene ki khwahish abhi bhi kahi na kahi mere baap ke sapno ko liye udaan bharti hai akhir kb tak yeh zindagi alag alag khel khelne ko kehte rahegi kbtak..??!! NO END💀
galtiyan toh insaan seh hi Hoti hai hmne toh daga ki hai malik hmme kaisi saza doge aree tum shayad bhul gaye purane lekhak hai khud ki taqdeer mai khud ko gunehgar bhi bana skte hai