Kya Daur aagaya hai
Ghair tareef karrahay hain
Aur
Apnay jal rahay hain🥺-
Zaroorat hogi tab
Ap jaisa koi nhi is duniya mai😘
Zaroorat khatam
Ap ho hi nhi is duniya mai🥴!-
Mai hamesha aagy walon k buray bartao par bhi kuch nhi boltay
Iska matlab ye nhi hai k mujh mai self respect nhi hai ya mai pagal hoon..
Bus wajah ye hai k mai rishton ko khona nhi chahati😔-
Dar lag raha hai kisi se bhi frndly honay k liye
Bcz jin jin se close rahay thay wo apnay hisab se badal gaye-
"Don't expect anything from anyone"
Bolna aasaan hai Karna muskhil ,
Bcz jab hum Kisi ko apna samjhna shuru kardetay hai to ussai minimum loyalty to expect Kar hi saktay hain.
Expectations hi to rishtay banati hai Bina expectations k rishtay nhi sirf zaroratain Hoti hai-
Jahan ap aur apki batain Chubh nai lagay
Wahan se Nikal jayeen aur sabki chubhan door kardain 🥰.-
Jisai her season mi khaday rahna hai doesn't matter the seasons
Summer comes with problems
Autumn comes to make u realise that nothing is permanent
Rain comes with happiness
Winter comes with the importance of All what u have.and be thank full 🥰-