Yun jo gher kar baithe
hai saaye hume,
Kya koi milega kholkar
baahe hume?
Gar jo kareeb hua falak
toh poochungi ek roz,
Par kabhi to chand aur
Sitaare paas bulaye hume ..
-
Insaan sapno ko nahi chunta,
balki sapne apne layak insaan ko khud chunte hai..-
ईश्वर से नहीं कर्मों से डरिए ,
क्योंकि ईश्वर माफ कर देता है पर कर्म नहीं ,
जिस प्रकार बछड़ा 100 गायों में भी अपनी मां को ढूंढ लेता है,
उसी प्रकार कर्म अपने करता को ढूंढ ही लेता है।-
Zindagi ki patshala ne sikhaya hai bohot...
Or jo sikhaya hai, vo hamare kaam aaya hai bohot...-
Hath ki lakire bhi badi kamal krti hai,
Moothi me to hoti hai,
Par kaboo me nhi.....-
Kuch nai milta duniya mein
mehnat ke bagair,
Mera apna saaya mujhe dhoop
mein aane ke baad mila.-
Jo hum dusro ko denge ,
vhi laut Kr vapas aaega,
Chahe vo izzat ho samann ho ya dhokha..
Yeh zindagi hai kai rang dikhayegi,
Kabhi hasaegi, to kabhi rulaegi..
Yadi khamoshi se seh gye to nikhar jaoge...
Yadi bhavnao me bhe gye to bikhar jaoge...
Kabhi kisi k samne apni safai pech mt kro,q ki jise tumpe yakin hai use koi zarurat nai...
Or jise yakin nai hai vo manega nai..
Zeher marne k liye thodasa pina padta hai...
Lekin jene k liye bohot Sara...-
Haar ko pachana aasan nhi hota hai,
Aur jo sabki jeet par muskuraye insaan vahi hota hai .....-
Yeh kya kar rahi hu,
kaha ja rhi hu,
manzil pani me hai,
Or mai hu ki pull bna rhi hu..
-
Kuch sawalo pe chalti hai,
Kuch jawaboo pe chalti hai,
Hamari to wo hai zindagi,
Jo khwaboo pe chalti hai..
-