simran bachani   (simran_bachani)
645 Followers · 21 Following

read more
Joined 29 January 2017


read more
Joined 29 January 2017
18 JUN 2021 AT 18:08

Khud se sawaal hi,
Khud tak pahuchne ka jawaab hai.

-


2 MAY 2020 AT 22:21

Kabhi kabhi rukna bhi zaroori hai,
Har rasta manzil ki aur nahi jaata.

-


7 APR 2020 AT 23:01

There's a world outside and a world within.
The outer one has stopped.
So why not conquer the world within?

-


29 MAR 2020 AT 23:12

Waqt maano tham sa gaya hai,
Shayad ab bhatakti hui nadiyon ne bhi kinara dundh liya hai.

-


5 MAR 2020 AT 19:59

शोर तो अब ख़मोशिओं का है ,
येह आवाज़ें ही तो है जो सुनाई नहीं देती |

-


26 JAN 2020 AT 10:30

Yeh Aaina hi toh hai,
Jo khud se wakhif nahi hone deta.

-


16 DEC 2019 AT 21:10

Kamiya hai isiliye toh bhagwan nahi hu,
Inhein khamiyon ne toh mujhe insaan banaya hai.

-


8 NOV 2019 AT 20:57

अक्सर जो ख्वाब ख्यालों में बुने थे,
आकर पूछते है "अब, तुम खामोश क्यों हो?"

-


27 OCT 2019 AT 12:59

Humesha dusro ko roshni diya karte,
Chirag apne liye toh yuhi nahi jala karte.

-


11 OCT 2019 AT 8:30

मुसाफ़िर तो परिंदे भी है यहाँ,
लौटते तो वे भी घर को ही है l

-


Fetching simran bachani Quotes