-
Stepped in the World 🌍 of Words...
Not a Writer...Just giving shape to my Words...
From--... read more
Is kalyug ka zamaane me,,
Ye prem dhong lgta h unhe,,
Saayd unhe teri leela na sujhe..
Par mandir se guzarte waqt,,
Sar khud-b-khud jhukh hi jaata h sbka,,
Logon se farq nai pdta mujhe,,
MAI MAANTI HU TUJHE..-
Mai chalu peeche saay ke tere,
Tu dur mere, Mai paas tere...
Teri khushiyaan ab ardaas meri,
Awaaz tere, Hai lafz mere...
Tera naam hai ab saanson pe mere,
Tere reet mere, Mere geet tere...
Tera chehra hai bas chand mera,
Sab sangeet tere, Tum preet mere...
Prem ki banshi ka paigam tere,
Mai Radha bani, Tum Shyam mere...-
Ye paigam har aashiq tak phocha dena,
Pyaar kabhi zanjeero me nhi rehti hai...
Or haan Suno,,
Tumari tassalli k liy zra bta du,
Ye duriyaan ab achhi lagti hai...-
Aankhon me teri hi tasveer baaki hai,
Man kahi aur masruf hi nahi hota..
Jo lena chahu kisi aur ka naam mai,
Mere labo ko bhi ye manzur nahi hota..-
Sab kuch sahi tha
Shayad chand bhi ab yhi tha..
Khushiyaan mere paas thi
Lag rha tha jaise mai sabse khash thi..
Mausam cheh-cheha rhe the
Vaadiyon me khankaar thi..
Haan,,Wo ek ankaha ehsaas tha
Jab tu,,Sirf tu mere paas tha...-
Galat naam de krr is ristein ko galib,
Kyu kar rhe sab hmari himmat halal..
Uthti ungliyaan,Neech neegahein,
Sab k man me ek sawal..
Ae humdard, Ae humrahi,
Chal ab jawab de inko,,
Aa...Mohe rang de laal...
-
Saamne aaye ho tum,
To aaj muh hum v modenge..
Aaj tak ye karobaar sirf tumara tha,
Prr ab dil hum v todenge..-
Helped my feeling to come out...
Made me that capable to express
other's feelings independently to
the world...-
Behaving like it doesn't know how many pain in this silence is screaming out loud..
Knowing that the sore face wants to share something but are lost in this darkness...-