Silent Girl  
62 Followers · 138 Following

I like to make others happy...🤗
Joined 15 October 2022


I like to make others happy...🤗
Joined 15 October 2022
30 MAR 2023 AT 0:02

Muh zabani na jta ki mohabbat kya hai...
Mai tujhe karke dikhata ki mohabbat kya hai...
Kaise seene se lagaun ki kisi or ke ho...
Mere hote to batata ki mohabbat kya hai...
Khoob samjhata tujhe teri misalen dekar...
Kaash tu poochhne aata ki mohabbat kya hai...🥀

-


28 MAR 2023 AT 23:49

Hai gawara teri yaadon me sahi...
Magar bastey toh hai...✨
Hm khush nahi rah pate Magar hastey toh hai☺️...
Humko manzoor hai...
Ese bhi zindagi ko barbaad karein...
Tujhe bhulane me bas ek hi masla hai🤷‍♀️...
Tere badle me kisko yaad karein🫀🥀...???







-


26 MAR 2023 AT 23:19

Ye baat sach hai ke asa jarur lagta hai...
Use karib se dekho to door sa lagta hai...
Mujhe pata hai ye saazish usi ki hai lekin...
Mai kya karu wo mujhe bekasur sa lagta hai🥀...

-


25 MAR 2023 AT 23:12

Yuh bhala chod diya karte hai apna karke...
Tune to maar diya hai mujhe tanha karke...
Ikkk najar dal kabhi mere massiha mujh par...
Tera kya jaega bimar ko acha karke...🥀

-


24 MAR 2023 AT 20:43

Samajh mein uske bhi aaya to hoga...
Bichad kar Humse pachtaya to hoga...
Jahan hum Saath jaate the wahan par...
Akele ja ke ghabraya to hoga...
Nahi mai bewafa hargiz nahi hun...
Ye Keh ke khud se sharmaya to hoga...
Hmesha saath hun uske to kya hai...
Badan hai woh to phir to saaya to hoga...
'Ali' mai kuch nahi tha mit gaya hun...
Woh jaadu hai kahi chaya to hoga...
Samajh mein uske bhi aaya to hoga...😒
Bichad kar Humse pachtaya to hoga...🥀

-


23 MAR 2023 AT 20:46

याद तब करते हो, करने को ना हो जब कुछ भी...
और कहते हो तुुम्हे इश्क है, मतलब कुछ भी...
😒🥀

-


22 MAR 2023 AT 13:42

Ki janta pehle s tha m...
Lekin ehsaas ab ho raha hai...
Akela to kafi samay s hu m...
lekin mehsoos ab ho raha hai❤‍🩹🥀...

-


19 MAR 2023 AT 14:04

Bohot muskil Hai mohabbat...
Yeh aasaan Kam nahi Hai...
Yeh pyaar aur Wafa ka sauda Hai...
Yeh tumhaare bas ki baat nahi hai...❤️‍🩹🥀

-


17 MAR 2023 AT 17:42

Ki Humne unko DIL- JIGAR-JAAN maana tha...❤️
Bhale hi unke lye Yeh mohabbat sirf ek bahana tha🤷‍♀️...
Ab main Jaha hoon... main khush hu😊...
Par wo aaj bhi sochte hain🤔...
Ki mujh Jaisa unka bhi koi deewana tha...🙃🙃

-


16 MAR 2023 AT 20:59

🤌Phle har bat pe tra zikar hua karta tha✨...Aur ab
Tera zikar hote hi hum baat badal dete hain💔...

-


Fetching Silent Girl Quotes