Charo taraf Tsunami sa
manzar hai,
Na jane q phir bhi
sabki zameen banzar hai,
Kahne ko dost aur
har ek k hathon me khanzar hai.
Aare dhondhte kisse ho?
Wo mai hu wo tm ho
Wo sab k andar hai
Kya khoob manzar hai.-
Manjil ki chah me
Maut se anjaan tm
Raho ki bhed me
Kahi gumnaam tm
Jin raho se laut na
Sake hm
Un raho pe mere yaar
Na chalna tm
Khilauno ki talash me kahi
goom na jana tm...-
आंखो में एक आस है ,
विफलता की कगार पे मेरे हर प्रयास है ,,
ये मन खुद में खुद से निराश है,
आलस्य मानो मेरी लास है।
बस एक कदम दूर, हा है दम तो कर मंजूर।
लक्ष्य बहुत पास है,
आंखो में एक आस है,,
हा आंखो में एक आस है II-
Tmhari bewafaai ne mujhe bahut kuch sikhaya hai,,
Gulaab k kaato ka ehsaas mere hotho se karaya hai,,
Aur tm kahti thi na ki mujhe samjhte nhi ho tm..
Meri jaan tmhe samajhne k baad hi to is matlabi si duniya ka samana karna hmme aaya hai...-
Tell me the worst and the best thing
about human beings?
They will change.-
Kaha aaye aache din?
Kaisa modi tera pyaar
Idhar GDP ki maar
To udhar yuva berozgar
Bhokhmari me 117 desho me
102 sthan paar, badhte balatkar,
Ab aur kitna sahu aur kab tak kahu ki
Abki baar modi sarkar.
-
Ha mai pagal hi to tha
Jo tmse pyaar kiya karta tha,
Tm dekh lo ek dafa isliye tmhari
galiyon me apni saamein guzar
Diya karta tha,
Tmhari yaadon me apni raatein
Kurbaan kiya kiya karta tha,
Agar muhabbat pagalpan hai to ha
Ek pagal tha jo tmse pyaar kiya karta tha....-
Jismaani muhabbbat to pyaar
Aur ruhani ko nasamajhi kahte hai..
Ye wahi log hai
Jo har dusro din sacchi muhabbbat
Ka dava karte hai...-