Kehte hain sab ko khush karne mein waqt guzar jata hai,
Sabki madad mein apna dil lagata hai.
Par jab bura waqt aaye, koi sath nahi hota,
Sab chhup jaate hain, sab kuch khota hai.
Lekin mujhe hai bharosa apne Kanha par,
Woh hi mere saath rahe, har muskil mein sath dene par.
Bure waqt mein, woh kabhi na mujhe akela chhode,
Kanha hi hai jo sach mein, mera rath ko badhaye."
-
Mohabbat manjil ki hai
Raste kato ke ade hai
Aur seene me aag bh... read more
"ढलते सूरज की चादर तले,
सपनों का कारवां निकलता है,
राहें अंधेरे में गुम हों चाहे,
हौसलों का दिया तो जलता है।"-
"Tasveerin sambhalte hain lamhon ko yaad rakhne ke liye,
Par nayi khushiyon ke saath, purani bas yaadon mein simat jaati hain."-
Ek kanha ka raas likha
Ek Radha ka sath likha
Ek kanha ki preet likhi
Ek Radha ki geet likhi
Ek gopiyo sang khel likha
Ek Radha sang mel likha
Ek basuri ki dhun likhi
Ek yamuna ki sun likhi
Radhey Radhey 🙏🏻🧿-
Cycle wali Bike Story-2
kahani ki aage ka kissa sunta hu
Jaisa ki bataya tha ek anjan dost se mulakat Hui
Gav ki uss shukrvari bazar me
Toh hua yu ki woh akhiri mulaqat ke baad mai seher chala gya,
Fir laga ki woh akhiri mulaqat hai kya pata fir kabhi milna hoga ya nahi
Ya sirf dekhna bhi ho jaye
Toh kahani me hua kuch yu twist ki
Kuch mahino baad ek emergency ki wajah se mere fir gav aana hua
Dadaji ki dekh rekh karne ke liye hospital me
Toh hua kuch yu achanak ek baar gadi chala ke jaate time woh ussi market ke chaurahe par dikh gyi
Cycle chalane wali woh ladki baki ladkiyo ki tarah apna muh dhak rahi thi dupatte se
Aur samay ka hua kuch yu milna ki muh dhakne se phele hi unhone ne mujhe dekh liye aur maine unhe dekh liye.
Mujhe dekh ke woh yu muskurayi kuch aysa laga ki kuch bolna chahti thi bahut kuch puchna chahti thi
Magar kahi jane ki jaldi me bhai ke sath baitha tha bike par mai bhi kuch bol nahi paya
Bas ek reply me smile deke nikal gya ,
ab dekho aage kab milna hoga ya kab dekhna hogaya krishan ji ne chaha toh bolna bhi hojaye-
Ek naam Radha Rani ka le liya
Duja hath krishn murari ka tham liya
Teesra tere darshan se marg darshan paa liya
Chauthe me khud ko charno me saup diya
Aur pachyve me Vardan ka yeh jeevan
ek NAAM ke sharan me jee liya
-
Najane kaisi kashish hai barish ki bundo me
Ki har ek bunde sukun de jati hai-
ॐ कृष्णाय वासुदेवाय हरये परमात्मने ॥
प्रणतः क्लेशनाशाय गोविंदाय नमो नमः-