Shuvam Kar   (Shuvam Kar)
108 Followers · 65 Following

Joined 11 August 2017


Joined 11 August 2017
9 SEP 2022 AT 3:07

Waqt k badal ne se pehle,
Badal jao tum.
Zamana punche koi sawal tumse,
Usse pehle jawab ban jao tum.

-


3 AUG 2022 AT 22:23

Hum woh musafir hain,
Jise manzil ki khabr nahi,
Chal pare hain akele,
Hume humsafar zaroori nahi.

-


25 JUL 2022 AT 1:19

Tere dard ka dawa na sahi,
Par shaam ki dua ban sakta hun.
Tu jo chahe wo manzil na sahi,
Par tera humsafar ban sakta hun.

-


25 JUL 2022 AT 0:42

Tu dur hain kahi, pata hain mujhe,
Tere pass hone ka ehsas phir bhi hota hain mujhe.
Chahe tu kahe ya na kahe,
Tera dard mehsus hota hain mujhe.

-


19 JUL 2022 AT 19:12

Do pal aur ruk jati, to kya jaata,
Jane se pehle keh jati, to kya jaata.
Chali Jo gayi hain aab,
To yaad na aati to kya jaata.

-


11 APR 2022 AT 22:11

Unki koi khabar nahi,
Humari koi fikar nahi,
Bhul gaye hain hume aise,
Jaise hum kabhi mile he nahi.

-


30 MAR 2022 AT 1:27

Woht dino se kuch likha nahi,
Kyun likhun, likhne ka koi wajah nahi,
Sochta hun aaj likh hi dun,
Wajah nahi to bewajah sahi.

-


28 MAR 2022 AT 22:11

Dekhun tujhe to achha lagta hain,
Dil ko jaise sukoon sa milta hain,
Kuch to khass hain tujme,
Tabhi, tujhe dekhun to jine ka ek wajah milta hain.

-


23 JAN 2022 AT 21:28

Waqt k badalne se pehle log badal gaye
Rishton k dhage jodte jodte tunt Gaye

-


23 JAN 2022 AT 0:47

Kuch likha nahi jata,
Kuch kaha nahi jata,
Dil me dard daba k beithe hain,
Aab aur saha nahi jata.

-


Fetching Shuvam Kar Quotes