Sath chale to humsafar
-
Follow me instagram also please... read more
Dil udas kyu h
Khwab gum se kyu hai
Aansu sukhe se kyu hai
Aansuo ko bahna tha
Dil ko khush hona tha
Khwab pure karne th
Sab kuch to h .... Khali pan sa kyu h-
Barish ki bundon ka ankhon ke pani ka gehra rista hai jajbati dono hai
Dono hamesa bah jaya karte hai
Jab unka apne par akhtiyar kho jaye
Khushi me bhi gum me bhi ....
Baras hi padte hai-
Barish ki bood
Aur tumhari yaad
Badal ka garajna
Tumhari narazgi
Pani ka barsna
Tumhara pyaar
Ye mosam ka takaza hai
Jo itni shiddat se tum
In sabse jud gaye ho
-
Tum th
Hum th
Baatin thi
Muskurahat thi
Jajbaat th
Ishq tha
Rumaniyat thi
Ab ?
Khwab tha
Hakikat hai
Masrufiyat h-
Jaane ki baat to kabhi thi hi nahi
Yu chale gaye ki palat ke dekha hi nahi
Jahan me hai ki aana nahi ab tumko kabhi
Par dil ko lagta hai aaoge tum dubara iss gali me-