Shubham Verma   (Shubh Saxena)
11 Followers · 22 Following

Learning is eternal.
Joined 12 July 2020


Learning is eternal.
Joined 12 July 2020
12 DEC 2022 AT 18:36

Muskurate Raho... Jeevan ke gham chhupate raho

-


11 APR 2022 AT 16:15

Suniye Na...!
Aap mujhse wo bhi vaadein karna jo baad me poore na kar paao.

Mujhe jaan.na hai ki aap kya kya chahti thi karna. Thik hai?

-


8 APR 2022 AT 13:09

Aabaadi ghat gayi hai kya?
Insaan ko Insaan nahi mil raha

-


15 DEC 2021 AT 23:43

Har insaa.n "Husna" ke uss padosi mulk Pakistan se tang? pareshan? dukhi? nafrat? pata nahi yaar kya hai

-


15 DEC 2021 AT 23:39

Jab bhi "Ghar" sunta hoon, ek bun hi leta hoon

-


11 OCT 2021 AT 9:04

Kamjor insaan ke sath jyada achha mat ban jana
Bura maan jaega!

-


9 OCT 2021 AT 14:14

Doodh ka jala chhaachh bhi phoonk phoonk ke piita hai.
Aur Ishq ka jala?

-


27 APR 2021 AT 1:23

Itna dark likhna chahta hoon
Ki likhi hui shyahi bhi na dikhe

-


27 APR 2021 AT 1:20

Zindagi me aana jana laga rehta hai
Koi jaata hai to uski yaad chali aati hai

-


23 APR 2021 AT 14:42

Maut se bada oont* koi nahi

*camel

-


Fetching Shubham Verma Quotes