Andaaz-e-bayaan kuch log yoon kar jaate hain,
Jaise wo dikhte hain waise nazar kahan aate hain!-
Tareef nahin chahiye, waah-waah bhi nahi chahiye,
Bas samajh ko, samajh ka ek tohfa chahiye !
-
Maana ki hum bure hain, Par itne nahin,
Dil ki nazro se tune, dekha hi nahin,
Yoon andekha karna kya andaaz tera hai?
Hum tere na sahi, tu to mera hai!
-
Khwaabo ko haqeeqat ki udaan chahiye,
Tawaaf-e-aarzoo ko ek jahaan chahiye,
E Khuda bas justjoon rakhna salaamat,
Mukammal-e-zindagi ko pehchaan chahiye!
-
Jazbaat hai mere alfaaso mein dhaale hue,
Chot lage to gustakhi maaf kijiye!-
इस क़दर कई रोज़ बिखर जाती हूँ,
न जाने कैसे खुद को फिर से बटोर लाती हूँ ।-
ये शिकायत नही तजुर्बा है,
कद्र करने वाले की कोई कद्र नही होती ।-
ज़िन्दगी में इस क़दर किरदार तू निभा गया,
मरने के बाद भी जो बज रहीं हैं तालियाँ ।
फ़र्श से खोया नहीं तू अर्श में समा गया,
सितारा सदियों का है जावेदां कहानियाँ ।
💔
-
एक ट्रेन सी छूट ही रही है,
ज़िन्दगी की, यादों की
इरादों की और अधूरे वादों की ।
-