खूबसूरत सा एक पल किस्सा बन जाता है,
जाने कब कौन ज़िंदगी का हिस्सा बन जाता है |
कुछ लोग ज़िंदगी में मिलते हैं ऐसे,
जिनसे कभी ना टूटने वाला रिश्ता बन जाता है ||
क्यूँ मुश्किलों में साथ देते हैं दोस्त
क्यूँ गम को बाँट लेते हैं दोस्त
न रिश्ता खून का न रिवाज से बंधा है
फिर भी ज़िन्दगी भर साथ देते हैं दोस्त ”-
I Think it's brave
I think it's brave that you get up in the morning,even if your soul is weary and your bones ache for a rest .
I think it's brave you keep on living even if you don't know how to anymore.
I think it's brave that you push away the waves rolling in every day and you decide to fight.
I know there are days when you feel like giving up but i think it's brave that you never do.
-
Woh subah Dwarkadhish ka mangla,
Woh subah yamune maharani ki aarti,
Woh subah kachodi ka kaleva,
Sirf mere mathura m hi ho sakta hai..
Woh govardhan ki parikrama,
Woh tatiya sthan ki rajjjjj,
Woh Prem Mandir ke darshan,
Woh angrezo ka mandir,
Woh chitaharan ke darshan,
Woh barsane ke darshan,
Sirf mere mathura m hi ho sakta hai.
Woh chatta bazaar ki bheed,
Woh dampier ka park,
Woh palli par pe cricket,
Woh yamuna ji per boating,
Woh highway plaza Mall,
Woh gokul ke mor,
Sirf mere mathura m hi ho sakta hai.
Woh Shankar ke chole bhature ,
Woh brijwasi ka meva dhud,
Woh Holigate bahar ke chole kulche,
Woh Chocolate room ke shakes,
Woh brijwasi ke samne wali chaat(bhalla,)
Woh Omi uncle ki tikiya,
Sirf mere mathura m hi ho sakta hai...
Woh kansvadh mela,
Woh radhastmi ka mela,
Woh tatiya sthan ka mela,
Woh gopastmi ka mela,
Woh barsane ki holi,
Sirf mere mathura m hi ho sakti hai..
-
Woh subah Dwarkadhish ka mangla,
Woh subah yamune maharani ki aarti,
Woh subah kachodi ka kaleva,
Sirf mere mathura m hi ho sakta hai..
Woh govardhan ki parikrama,
Woh tatiya sthan ki rajjjjj,
Woh Prem Mandir ke darshan,
Woh angrezo ka mandir,
Woh chitaharan ke darshan,
Woh barsane ke darshan,
Sirf mere mathura m hi ho sakta hai.
Woh chatta bazaar ki bheed,
Woh dampier ka park,
Woh palli par pe cricket,
Woh yamuna ji per boating,
Woh highway plaza Mall,
Woh gokul ke mor,
Sirf mere mathura m hi ho sakta hai.
Woh Shankar ke chole bhature ,
Woh brijwasi ka meva dhud,
Woh Holigate bahar ke chole kulche,
Woh Chocolate room ke shakes,
Woh brijwasi ke samne wali chaat(bhalla,)
Woh Omi uncle ki tikiya,
Sirf mere mathura m hi ho sakta hai...
Woh kansvadh mela,
Woh radhastmi ka mela,
Woh tatiya sthan ka mela,
Woh gopastmi ka mela,
Woh barsane ki holi,
Sirf mere mathura m hi ho sakti hai..-
"YOU DON'T HAVE TO BE GREAT
TO START, BUT YOU HAVE TO
START TO BE GREAT."-
Baat raat ki ho,
Zikr chand ka hoga.
Baat zindagi ki ho,
Zikr yaar ka hoga.
Baat shayar ki ho,
Zikr gulzaar ka hoga.
Par agar kabhi kahi...
Baat yaari ki ho,
Zikr tumhara hoga.-
Kagaz ki haveli hai,
Barsaat ka zamana.
Zindagi ke haqikat ko,
Itna mene jaana...-
Dariya hu,
Apna Rasta khud banaungi!!
Kitna rokhoge,
Har chattan,har tuffan sath le jaaungi!!!-
Jise tum padh sako,Mai woh khuli khitaab nhi,
Jise tum padh sako, Mai woh khuli khitaab nhi,
Mere khilkhilate chehare,ke peeche
Chipe sakhs ko samjh sako!!!!
Tum insaan ho,mere kamre ki dewaar nhi.-
Ladki akeli raston se,
Nahi Gujarati,
Raston ke sath kahi nazron se,
Gujarati hai.-