असभ्य सच
-
Shrikant Gill
(Sarkash)
2 Followers · 2 Following
Sach kehta hu'n ki jhootha bhaut hu'n mein, Tum yakee'n karna ki koi yakee'n mat karna.
Joined 15 September 2020
8 JUL 2021 AT 1:52
Din dhal gya, Raat guzar jaegi!
Waqt kahan thehra hai, tere bin bhi umar guzar 'hi' jaegi...-
17 MAY 2021 AT 1:57
Doglapan to hum insano me khub hai,
"Bichad gaye to mar jaege" kehne wale ab bhi zinda hai...-
27 APR 2021 AT 12:46
Bhagwan bhi tab tak zinda hai,
Jab tak usko man'ne wale zinda hai.-
25 APR 2021 AT 14:33
Na waqt marham hua,
Na ghadi ki suiyo'n ne jakhm seeye.
Kalam kab tak khoon thuke...-
18 APR 2021 AT 21:57
Na waqt ka lihaj na lafzo ka,
Bekhudi me wo shakhs khuda hogya..-