Kabhi kabhi lagta hai kafi kuch sikha diya zindagi ne...... Phir kuch waqt baad zindagi kuch aisa sikha jati hai jiski kabhi kalpana bhi n ki ho...........
Kabhi kisi se bina mange hi kafi kuch mil jata hai zindagi m aur kabhi jisse milne ki chahat ho wah nhi milta....... Milta hai toh bass itne samay tak intezaar karne ka dukh.........