Darya dil mein lehrerein hain umangon ki,
Mauj-e-haar me hai firaaq barbaad hone ki-
Zindagi ek safar hai, anjaane raaston ka,
Har pal hai ek imtehan, har mod par ek sawaal-
Uljhi hui nigaaho se mujhe dekhta raha,
Aayiney me khada shakhs pareshan tha bohot..-
Uss shaqs se faqat itna sa taalluq hai,
Ke pareshan woh ho toh neend hame nahi aati...-
Aao jhuk kar salaam kare unko,
Jinke hisse me ye mukaam aata hai, Khush naseeb hota hai wo khoon
Jo desh ke kaam aata hai-
Sach ki talaash me,
Khudko jhoot kar baitha hu,
Dusro ko nahi, khud se
Khud ko loot kar baitha hu
Aakhir kaisa naavik(Sailor) hu mai?
Umar guzar gayi zindagi ka kinara dhoondta dhoondte,
Apne ashko ki majhdar me,
Khud patanwar(Helm) sang doob kar baitha hu— % &-
Muddat guzri, Guzra ek zamana
Yeh aur baat ke zindagi rukhi rahi— % &-
The story of my life,
Seems pure as a melody
The inner demon thrives....-
Beyond the Words
Beyond the words,lines,
The stanzas and the rhyme,
There's a lot more in poetry,
The secret that lies in the words,
And beneath the space between them,
That no one could ever see.
My thoughts unravel to form rhyme,
The words feel like home,
Like you're retracing the paths that
You've never known.
It's the butterflies in my stomach,
The anxiety, sorrow , pain all that I wrote,
That sing all the words
Caught up in my throat.
You can hear the voice of my soul
Singing along the lines,
While reading the phrases , you can find
A part of me that lies within the rhymes.-
Chand si ho gayi hai zindagi meri,
Chahte sab hai,
Par paas koi nahi-