"har husn be-misaal,ye nazara kya hai
Yahan se nikalte hain,yahan hamara kya hai?
Yahan jism se dil ,kurbaton se kurb judaa,
Hum nhi samjhtein ,ye guzara kya hai?
Gham-e-dil hi hai,ghazal sun kr so jaega
Hum nahin samjhtein,tumhara ishara kya hai?..
:- by jai singh
-