Comment karo.
Like karo.
Share karo.-
Pagal nhi hai hum.
Jo tumhare har bat
Maante hai
Bus tumhare khusi
ke aaga sb kuch bhool
Jate hai
-
Bahot khass hai wo
Shaks mare liya
Fir bhi wo mera dil
dikhata hai
Sabka liya waqt hai
Uske pass
Bus mujsa hi dooriyaa
Banata hai
-
Badi muskil sa
Bani hu toot jane ke
Baad main..
Aaj bhi ro deti hu
Muskurane ka bad main.....
-
Choti si zindagi hai
Har bat pr khush raho
Jo chehra pas na ho
Uski aawaaz ma khush raho
Jo laut kr nhi aana wala
Uski yad ma khush raho
Kal kisna dekha hai
Apne aaj ma khush raho....-
Ek call ke
Intezaar main baithe hai
Kisi na kaha tha
Waqt milega to call jarur
Karenge-
Sabse ziyada gussa
Khud par tab aata hai
Jb pyar bhi hum kare
Intezaar bhi hum kare
Jataye bhi hum aur
Roye bhi hum.-
Baithe baithe kya kare
Karna hai kuch kam
Suru karo gali dana la kr
Ex ka naam-