Jo jeet badi hoti hai .
Uska safar bhi lamba hota hai.-
Shivam Gupta
(Shivam Gupta)
1 Followers · 2 Following
Joined 10 November 2020
25 APR 2022 AT 15:05
Kabhi hamari jaan the,
Ab hami se anjaan ho gaye,
Kabhi hami hum the,
Aaj sab tumhare ho gaye,
-
9 APR 2022 AT 21:13
Dil-shigaafii kiya ek but ne,
Hum se parda kiya ek but ne,
Usne muskura ke kaha kuch nahi,
hame tazabzub kiya ek but ne,-
11 APR 2021 AT 15:36
Guzishta-saal abar gire the mere shahar mein,
Ek shaakh pe kali khili thi mere shahar mein,-
14 FEB 2021 AT 9:16
Ye teri mohabbat hai khuda ka karishma,
Meri zindagi mein aake mera wajood pura karna,-
28 JAN 2021 AT 13:25
Meri zindagi jitni lambi hai.
Meri mohabbat utni lambi hai.
Bharosa kar sath chalne ka.
Meri duniya se ladai bahot lambi hai.
-
24 JAN 2021 AT 23:31
Tu hai ya nahi pata nahi.
Tere hona shrap hai pata nahi.
Mera hokar bhi q juda juda sa lagta hai.
Ye kiske aane ka intezar kar Raha hun pata nahi.-