Suno, kuch kehna hai
"Tum bhi kuch bolo,
Mujhe tumse sunna hai."-
Viyogi
Bheed me akele khade hai
Naa koi saath hai
Har sawal pe hai aaj chup wo
Zaroor koi to baat hai-
Kuch kahe to acha,
Kuch naa kahe to acha.
Jhuthe vaade krte na thakte the
Khud pe aaj guzri to
Kehte hai chup rehna hi acha-
Kisi din tujhe bhi samajh lenge
Itni bhi kya jaldbaazi hai
Mana bahut chhoti zindagi hai par
Abhi to khud ko samjhna baki hai-
Pathar bhi kitna masoom hai
Use kaha kuch bhi maloom hai
Koi hatyar sa istemal karta hai
To koi bhagwan maanta hai
Bewafao ko patthar naa kehna
Patthar ko yun itna badnam naa karna-
Kuch puchne naa do
Naa kuch kehne do
Ham chup se baithe hai
Hame yunhi rehne do-
उनके इंतज़ार में कुछ
कुछ अपने विश्वास पे।
जो ना सोचा था वो हो रहा है,
कुछ उनके बिना भी,
किसी तरह गुज़ारा हो रहा है।-
दिल से ऊपर उसे मैंने,
अपनी पलकों पर रखा था।।
ना-जाने कब ये पलके झुकी
और वो किसी और के हो गए।।-
Andhera huya, nazre uthi
Jo zamane se jhuki thi.
Afsos ki fir nazar naa mila paye
Ab to churane ki aadat ho chuki thi.-
Unke rukhsar pe jo aati hai
Hum uss shikan ke maare hai
Jeene ki koi khaas wajah nahi
Bs unke deedar ke sahare hai-