नाम पे हम क़ुर्बान थे उस के लेकिन फिर ये तौर हुआ
उस को देख के रुक जाना भी सब से बड़ी क़ुर्बानी थी
मुझ से बिछड़ कर भी वो लड़की कितनी ख़ुश ख़ुश रहती है
उस लड़की ने मुझ से बिछड़ कर मर जाने की ठानी थी
-
halat-e-hal ke sabab halat-e-al ho gayi
shauq mai kuch nahi gaya shauq ki zindagi gayi
tera firaq jaan-e-jaan aish tha kya mire liye
yani tire firaq mai khub sharan pi gayi
tere vasal ke liye apne kamal ke liye
halat-e-dil ki thi kharab aur kharab ki gayi-
Dhast-e-veera mai kahe kutiya basaye hue log
Dekh kis haal mai rehte hai sataye hue log
Mai to has has kar ise baat par ro deta hu
Mujhse ruthe hue rehte hai mana ye hue log-
Ek sira hai hath Mai uske....
Ek sira hai jungle Mai.....
Paun Mai mere rassi bandh ke chod Diya h jungle Mai....
Ped Pai tumne ishq likha tha....
Kabhi khe is jungle Mai.....
Ped to kab ka sukh Gaya.....
Par vo ishq hara hai jungle Mai....
Badte badte ek din bastee Mera Ghar kha jayege...
Bas ye soch KE ek dewana khoofjada hai jungle Mai....-
Mehfil-e- badnam mujhe badnamo n kiya h...
Inhe kya pata mujhe bada tufano ne kiya h...-
Rehte Hain Aas-Paas Hi
Lekin Saath Nahi Hote,
Kuchh Log Mujhse Jalte Hain
Bas Khaak Nahi Hote...-
Ab kar bhe do tum....
mere dil ka makkan khale...
Ki saalon se tumne...
Isaq kiraye m nahe diya....-
Hamesha der kar deta hun main...
Zaruri bat kahani ho....
Koi vada nibhana ho.....
Use avaz deni ho .....
Use vapas bulana ho ...
Hamesha der kar deta hun main-
Jaane Lage Jab Wo Chhod Ke Daaman Mera,
Toote Hue Dil Ne Ek Himaakat Kar Di,
Socha Tha Ke Chhupa Lenge Gham Apna,
Magar Kambakht Ankhon Ne Bagawat Kar Di.....-
Mil Bhi Jate Hain Toh Katra Ke Nikal Jate Hain,
Har Mausam Ki Tarah Log.... Badal Jaate Hain,
Hum Abhi Tak Hain Giraftar-e-Mohabbat Yaaro,
Thokarein Kha Ke Suna Tha Ke Sambhal Jate Hain.....-