Iss matlabi duniya me kuch v Bematalab ka nahin hota...
Jese ke Dukh milta hai taaki sukh ka intezaar rahe...
Or sukh milta hai taaki zindagi jeene ki tamanna badhti rahe... π
Dard milta hai taaki hum apne taakat se waakif ho...
Or taakat milta hai taaki hum apne saath dusron ke v madadgaar bann sake.. β€
-