In the world full of people like "Kabir Singh"
Find your "Aditya"๐-
Ye jo duniya bhar ko meri galtiyan suna rhe ho, jaana
Sach me khafa ho yaa bas apni bewaafai chipa rhe ho๐-
Aur kya likhu tere baare me
Tu khud ek khuli kitaab hai
Tere palkon se leke honton ke sabnam tak
Muh zubani mujhe yaad hai.
Meri sadaye ab mitt chuki hai
Wo kafn me meri aaj hai
Bs ek hasrat puri ki hai mere uss rab ne
Mai aaj vi tabah hu, tu aaj vi aabaad hai๐-
Kamosh si duniya me, shor krne lgi hu mai
Meri rooh jmi thi kuch waqt se ab
Qatra-Qatra pighalne lgi hu mai๐-
Kabhi duaon me maanga tha, tu dikhe har pal mujhe
Ab to tujhe dekhe zamaana hogya๐-
Maine chaaha tujhe kuch iss kadr hai
Ke tu sawarta gya aur mai bikhrti gyi ๐-
Tujhse nafrat iss kadar krni hai
Ke tera khuda vi manaye to prwah nhi๐-
Mujhe zaroorat hai tumhari uss pal k tarah
Jaise pal bhr ke liye jannat mili ho๐-
It's funny how a memory
Turns into a bad dream
When running wild turns volatile
It's funny how it changes
Ended up like strangers
And we brunt down our paper house
-the moral of the story๐-
Tu ruka hai to ruka rahe
Yaadon ka silsila mita mt
Wo puchenge tera haal kbhi
Tu muskura pr jta mt๐
-