Shilpa Prasad  
53 Followers · 16 Following

Joined 6 December 2018


Joined 6 December 2018
4 NOV 2022 AT 17:23

Mujhe aisi nind sona hai k ..
Fir jaagna na pade..!!!

-


12 APR 2022 AT 10:46

Tum gaye....
aur sab aise viraan ho gaya,
Jaise saari raunake hi tumse thi...!!
Khair...
ab chale gaye ho to guzar bhi jana....!!

-


12 APR 2022 AT 9:40

Tumhe jaane to apni marzi se diya tha ..
Par na jane aisa kyu lag raha hai jaise kisine chhin liya ho tumhe mujhse ..!!

-


25 NOV 2020 AT 23:08

Vo jo mere andar ek insaan mara hai na...
Uski rooh roz chali aati h hum se hisaab mangne..!!!

-


27 OCT 2020 AT 15:59

Kabhi kabhi, bahut mushkil ho jata hai khud ko jode rakhna...
Aise lgta hai jaise ,
Ab agar ek tinka bhi gira to bikhar jaungi...!!!

-


4 OCT 2020 AT 22:39

Zindagi me, jab zarurate apni jagah bana leti hai..
Tab khwabo ka tutna ,
Khwaisho ka adhura reh jana bahut aam sa lgta hai..!!!

-


28 SEP 2020 AT 20:41

Hawayein aate jate roz takrati hai makaan se mere....
Par aangan me jami dardo ki vo dhul kabhi kam nhi hoti...!!

-


3 SEP 2020 AT 23:54

Dard jabtak dard de tabtak thik...
Sukoon dene lag jaye , to tabaah kr deta hai...!!!

-


7 AUG 2020 AT 22:10

Mere shahar me aakar mujhse pata na puchhna koi....
Hum khud yaha laapata se rehte hai...!!

-


17 JUL 2020 AT 12:35

Dard-e-ishq mana ki mashhoor bahut hai....
Lekin har dard-e-dil ki wajah ishq nhi Hoti...!!

-


Fetching Shilpa Prasad Quotes