Kya kabhi barsaat hui hai tumhare yaha,
Mere yaha toh huyi hai.
Sadak pe koi nahi lufft uthane ko,
Darr hai inhe ki kahi bheeg na jaye.
Panchi kahan dartey hai ,
Woh toh bas har ek boond ko mehsoos karna chahtey h,
Khud pe
Kya asar karti h
Aisi hoti barsaat yaha
Aur tumhare yaha?
-