Dil lgaya tha jise apna samjh kar,
Ussi ne bta diya ki hum bas ek waqt ki kahani the...-
Itna bhi mat bhada apne aehm ka silsila,
Ki kal tu laute aur hum kahein- Ab kya kaam pada?-
Humne sacha pyaar kiya, par tumne kadar naa ki,
Dil diya bekasur the, magar mohabbat adhuri reh gyi,
Jisne tumhe dhokha diya, Tum ussi ke hi gye,
Aur hum umar bhar wafa ki saza sehte reh gye...-
Tune chaha hi nahi, Fir bhi tera intezaar kiya,
Khud ko bhula kr tujhse be-inteha pyaar kiya.
Ab ehsas hua, kadar to tab hoti hai,
Jab koi rishta dil se nibhane wala ho.-
Jahan kadar na ho wahan thehrna kya,
Dil ke jazbaat yun hi lutana kya.
Jo samjhe naa kimat teri wafaaon ki,
Uss dar par umeed lagana kya...-
Jahan ehmiyat naa ho,
Wahan maujood rehna sirf waqt ki barbaadi hai...-
Usne apna har lamha duniya ko de diya,
Aur mere hisse mein bas tanhai reh gayi...-