10 JUL 2023 AT 23:33

"Mujhe tumse pyaar hain"
Yeah kehna shayad asaan hain,
Magar nibhana utna asaan nahi.
Bade bade wadein karna shayad asaan hain,
Magar un wadein ko pura karna,
Utna asaan nahi.
Kisike dil tak jana shayad asaan hain,
Magar waha apni jagah banaye rakhna,
Shayad utna asaan nahi.

- Dil Ki Baatein