आज चांद कितने बजे निकलेगा
-
Vah re Insan dusre ki majburi ka fayda uthana yah kahan ki insaaniyat hai
-
Dharm ki aad mein maut ka nanga naach karne walon kya Ishwar tumhen kabhi maaf Karega
-
Modi Sahab hamare Sher Hain pra yogi Sahab hamare Babbar Sher Hain
-
8400000 janmon ke bad jab Insan ka janm milta hai vah bhi kida makoda ki tarah beet Raha hai kya yahi hai Insan
-
Dharm ki aad mein maut ka Khel khelne wale kabhi Ishwar ke Priya ho hi nahin sakte
-
Mujhe meri jindagi mein Aisa tajurba Mila ki mujhe mere kutte se Wafadar to koi dikhai nahin de raha hun
-
Swarthi to Har insan hai Sahab per Apne swarth ke chakkar mein kisi Ko nuksan pahuncha Na wo galat hai
-
Log Apne ego ke Karan apno ko hurt kar dete hain aur jis vajah se Apne Na chahte hue bhi apno se dur chale jaate Hain
-